mari pedaish mohra nara tehsil nakyal hai mai app ki is koshush se dil se kush hoon main nei bi kafi colection aguti ki hoi hain main in chizoon ko bahoot pasand karta hoon aur main chahta hoon kay mujey agar chanc mila to isi kubsoorati ko t v key zaria donia kay her koney mai behjoon ta k wo bi dekain k harey paas alah ki kitni neamatain hain main alah ka bahoot shukar gazar hoon kai us ney mujey is mulak main aur khubsoorat logoon main peda kia meri doa hai k app aisey kehi kam karan amin sum amin